50+ Allama Iqbal poetry
Asslam o alaikum Dosto Aj K Is Blog Main MAin Ap K Sath 50+ Allama Ibal Poetry Sahre Karne Wala Hu Jo K yaqeenan Ap Logon Ko Zaroor Pasand Ai Gi Agr Ap Ko Allama Iqbal Quotes Pasand Ain To Comment Main Apni Ray Ka Izhar Zaroor Karein Or Apne Dosto K Sath Bhi Sahre KArein Ta K Wo Bhi Allama Ibal Quotes Se Fayda Utha Sakein Dosto Allama Ibal Quotes in Urdu Main Ap K Sath Share Kiye Jain Ge Sath Hi Sath Allama Iqbal Quotes Ko Ham Ap K Sath Hindi English Main Bhi Sahre Karein Ge Ta K Ap Ko Jo Asan Lage Ap Us Ko Ba asani Per Sakein To Chalye Aj K Quotes Shuro Kerte Hain.
Allama Iqbal Quotes in Urdu
![]() |
50+ Allama iqbal poetry |
یہ دیر کہن کیا ہے انبار خس و خاشا
مشکل ہے گزر اس میں بے نالۂ آتش ناک
Yeh Deer Kohan Kia Hai Anbar e Khass o Khashaa
Mushkil Hai Guzer Es Main Be Nailah Atish Naak
![]() |
Allama Iqbal Quotes |
یا رب یہ جہان گزراں خوب ہے لیکن
کیوں خوار ہیں مردان صفا کیش و ہنر مند
Ya Rab Yeh Jahan Guzaran Khub Hai
Lakin Ku Khawar Hain Mardane
Fiffa Cesh o Hunar Mand
![]() |
allama iqbal poetry |
ٹہنی پہ کسی شجر کی تنہا
بلبل تھا کوئی اداس بیٹھا
Tahni Pe Kisi Shajar Ki Tanahai bulbul
Tha Koi Udaas Betha
![]() |
allama iqbal shayari |
ضمیر لالہ مۂ لعل سے ہوا لبریز
اشارہ پاتے ہی صوفی نے توڑ دی پرہیز
Zameer Lailaha Mah Laal Se Howa Labreez
Esharah Pate Hi Sufi Ne Tor Di Parheez
![]() |
allama iqbal |
میر سپاہ ناسزا لشکریاں شکستہ صف
آہ وہ تیر نیم کش جس کا نہ ہو کوئی ہدف
Meer Spah Nasaza Lashkrain Shiksstah Saf
aah Wo Teer Neem Kash Jis Ka Na Ho Koi Hadaf
![]() |
allama iqbal poetry in urdu |
سما سکتا نہیں پہنائے فطرت میں مرا سودا
غلط تھا اے جنوں شاید ترا اندازۂ صحرا
Sama Sakta Nahi Pehna eFitrat Main
Mera Sodaa Galat Tha Ay Janon
Shaid Tera Andazah Sahra
![]() |
allama iqbal ke sher |
میرے “اقبال“ میں شرمندہ ہوں تیری روح سے
تیرے خوابوں کی جو تعبیر تھی پھر خواب کیا
Mare Iqbal Main Sharmindah Hu
Teri Rooh Se Tere Khawabon Ki
Jo Tabeer Thi Phir Khawab Kia
![]() |
allama iqbal sher |
اقبال کے شاھین کی پرواز جہاں تک
کرگس کی کیا مجال کہ پہنچے گا وہاں تک
Iqbal K Shaheen Ki Parwaz Jahan
Tak Ker Ghis Ki Kia Majal Kah
Pohnchay Ga Waha Tak
![]() |
allama iqbal poetry status |
صوفی کی طریقت میں فقط مستی احوال
ملا کی شریعت میں فقط مستی گفتار
Sufi Ki Tariqat Main Faqat Masti
Ahwal Mula Ki Shariat Main
Faqat Masti Guftar
![]() |
allama iqbal shikwa jawab e shikwa |
تو ابھی رہگزر میں ہے قید مقام سے گزر
مصر و حجاز سے گزر،پارس و شام سے گزر
To Abhi Rahguzar Main Hai Qaad
Muqam Se Guzar Misar o Hijaz Se Guzar
Oarad o Sham Se Guzar
![]() |
shikwa allama iqbal |
مٹا دی اپنی ھستی کو اگر کچھ مرتبہ چاھے
کے دانہ خاک میں ملکر گل و گلزار بنتا ھے
Mita De Apni Hasti Ko Agr Kuch Martbah
Chahye K Dana Khak Main Mil
Ker Gul o Gulzaar Banta Hai
![]() |
allama iqbal ki shayari |
جنہیں ارتفاع ء فلک تو نے سمجھا
نہیں ھیں سوا جلتے بجھتے شرارے
Jinhain Ertfa Falak Tu Nay
Samjha Nahi Hai Siwa
Jalte Bhujthe Shararay
![]() |
allama iqbal shikwa |
نو نومبر کو قدم رکھا تھا ارضپاک پر
نام تھا اقبال شھرت چھا گی افلاک پر
Nine November Ko Qadam Rakaha Tha Arz e
Paak Per Naam Tha Iqbal Shuhrat Cha Gai
Aflaaq Per
![]() |
poetry of allama iqbal |
فطرت کو خرد کے روبرو کر
تسخیر مقام رنگ و بو کر
Fitrat Ko Khrood K Rubroo Ker
Taskheer Muqam Rang O Bu Ker
![]() |
allama iqbal best poetry |
کمال جوش جنوں میں رہا میں گرم طواف
خدا کا شکر سلامت رہا حرم کا غلاف
Kamal Joosh janon Main Raha Main
Garam Tawaf e Khuda Ka Shuker Salamat
Raha Haram Ka Gilaaf
![]() |
allama iqbal shayari islamic |
مسلماں کے لہو میں ہے سلیقہ دل نوازی کا
مروت حسن عالم گیر ہے مردان غازی کا؎
Musalman K Laho Main Hai Saleqah Dil
Nawazi Ka Marwat Hussan Alam Geer Hai
Mardan e Gazi Ka
![]() |
allama iqbal poetry by zia mohiuddin |
اثر کرے نہ کرے سن تو لے مری فریاد
نہیں ہے داد کا طالب یہ بندۂ آزاد
Asar Kare Na Kare Sun Le Meri
Faryad Nahi Hai daad Ka Matlab Yeh Bandah Azad
![]() |
iqbal poetry |
پیاسے سکونِ قلب کو میخانے نہ آئیں؟
ھو حسن بےمثال اور دیوانے نہ آئیں؟
Piyase Sakoon e Qalab Ko Mekhanay Na Aein?
Hoo Hussan Be Misaal Aur dewane Na Aein?
![]() |
dr allama iqbal |
کھو نہ جا اس سحر و شام میں اے صاحب ہوش
اک جہاں اور بھی ہے جس میں نہ فردا ہے نہ دوش
Kho Na Ja Es Sahar O Shaan Main Ay Sahib
Hosh Ek Jahan Aur Bhi Hai Jis Main
Na Fardaa Hai Na Doosh
![]() |
allama iqbal quotes |
فطرت نے نہ بخشا مجھے اندیشۂ چالاک
رکھتی ہے مگر طاقت پرواز مری خاک
Fitrat Na Bakhshna Mujhay Andesha
Chalak Rakhti Hai Magar Taqat
Parwaz Meri Khaak
![]() |
bait bazi allama iqbal poetry |
بندگی کے عوض فردوس ملے
یہ بات مجھے منظور نہیں
Bandgi K Ewaz Firdoos Mile
Yeh Batt Mujhay Manzoor Nahi
![]() |
aqwal e zareen |
خدا نے آج تک اس قوم کی حالت نہیں بدلی
نہ ہو جس کو خیال آپ اپنی حالات کے بدلنے کا
Kuda Ne Aaj Tak Us Qoom Ki Halat Nahi
Badli Na Ho Jis Ko Khiyaal Ap
Apni Halat K Badlne Ka
![]() |
aqwal e zareen in urdu |
نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہے
خراج کی جو گدا ہو ، وہ قیصری کیا ہے
Nigah e Fiqar Main Shaan Sikanderi Kia
Hai Khiraj Ki Jo Gadaa Ho Wo Qesari Kia Hai
![]() |
urdu aqwal e zareen |
وضع میں تم ہو نصاری تو تمدن میں ہنود
یہ مسلماں ہیں جنہیں دیکھ کر شرمائں یہو
Waza Main Tum Ho Nasari To Tumdan Main Hanud
Yeh Musalman Hain Jinhaind Dekh Ker Sharmain Yahood
![]() |
aqwal e zareen status |
لکھی ہے جس فلک پہ تقدیر ء نؤ ھماری
آؤ نہ گھر بسائیں اسی آسماں پہ یارو
Likhi Hai Jis Falak Pe Taqdeer Noo
Hamari Aoo Na Ghar Basain
Usi Asmaa Pe Yaaro
![]() |
aqwal e zareen urdu mein |
پرندوں کی دنیا کا درویش ہوں میں
کہ شاہیں بناتا نہیں آشیانہ
Parendon Ki Dunya Ka darwesh Hon
Mainn Kah Shaheen Banata Nahi Ashyanah
![]() |
aqwal e zareen urdu mein |
بے رحمیِ حالات ھے ، معذور نہیں ھوں
اب منزلِ گم گشتہ سےکچھ دور نہیں ھوں
Be Rehmi Halaat Hai Mazoor Nahi Hun
Ab Manzil Gum Gashta se Kuch Door Nahi Hun
![]() |
new aqwal e zareen |
جگنو کی روشنی ہے کاشانۂ چمن میں
یا شمع جل رہی ہے پھولوں کی انجمن میں؟
Jugnu Ki Roshni Hai Kashanah Chaman
Main Ya Shama Jal Rahi Hai Phuloon Ki
Anjman Main
![]() |
aqwale zareen |
اقبال تیری عظمت کی داستاں کیا سناؤں
تیری زندگی پھ لکھوں تو الفاظ نہ پاؤں
Iqbal Teri Azmat Ki Dastan Kia Sunao
Teri Zindgi Pe Likhon To Alfaz Na Paon
![]() |
aqwal e zarein |
ہوا نہ زور سے اس کے کوئی گریباں چاک
اگرچہ مغربیوں کا جنوں بھی تھا چالاک
Hawa Na Zoor Se Es K Koi Gerebain Chaak Agrch
Magrbiyon Ka Jano Bhi Tha Chalak
![]() |
how to make video of aqwal e zareen |
گیسوئے تابدار کو اور بھی تابدار کر
ہوش و خرد شکار کر قلب و نظر شکار کر
Gesowye Tabedar Ko Aur Bhi Tabedar Ker
Hosh o Khurd Shikar e Qalab o Nazar Shikar Ker
![]() |
aqwal e zareen wali video kaise banaye |
اقبال کےبارے میں کیا کہیں ہم لوگ
شاعری انکی ادب پر کر رہی ہے راج
Iqbal K Bare Main Kia Kahin Ham Loog
Shayari unki Adab Per Ker Rahi Hai Raaj
![]() |
aqwal e zareen wali video kaise banaen |
تو ابھی رہ گزر میں ہے قید_مقام سے گزر
مصر و حجاز سے گزر پارس و شام سے گزر
To Abhi Rah Guzar Mainn hai Qeed
Muqaam Se Guzar Misar o Hijaz
Se Guzar Paras o Sham se Guzar
![]() |
aqwal |
زندگی کچھ اور شے ہے،علم ہے کچھ اور شے
زندگی سوز جگر ہے ،علم ہے سوز دماغ
Zindgi Kuch Aur Shee Hai Ilam Hai Kuch
Aur Shee Zindgi Sozo Jigar Hai Ilm Hai
Sozo Dimag
![]() |
aqwal e zareen maa baap |
مردوکوزندہ جانتا ھے آزری نظام
وھاں کے بتکدے اور خانقاہ جات
Murdon Ko Zinda Janta Hai Azari
Nazam Waha K Bat kide Aur Khanqah Jaat
![]() |
islamic aqwal e zareen |
اے طائر لاہوتی اس رزق سے موت اچھی
جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی
Ay Tair La Hoti Is Rizaq Se Moot Achi Jis Rizaq
Se Ati Ho Parwaz Main Kotahi
![]() |
aqwal e zareen in urdu allama iqbal |
یہ کون غزل خواں ہے پرسوز و نشاط انگیز
اندیشۂ دانا کو کرتا ہے جنوں آمیز
Yeh Kon Gazal Khawan Hai Per Sooz o
Nishat Angeez Andeshah Danaa Ko Kerta Hai
Janoo Ameez
![]() |
aqwal e zareen from quran |
افلاک سے آتا ہے نالوں کا جواب آخر
کرتے ہیں خطاب آخر اٹھتے ہیں حجاب آخر
Aflaq Se Ata Hain Nalon Ka Jawab
Akir Kerte Hain Khitab Akhir Uthte
Hain Hijaab Akhir
![]() |
best aqwal e zareen in urdu |
کریں گے اہل نظر تازہ بستیاں آباد
مری نگاہ نہیں سوئے کوفہ و بغداد
Karein Ge Ahl e Nazar Tazah Bastiyan
Abad Meri Nigah Nahi Soae Kufa o Bagdad
![]() |
hazart ali ke aqwal e zareen |
شعور و ہوش و خرد کا معاملہ ہے عجیب
مقام شوق میں ہیں سب دل و نظر کے رقیب
Shaoor o Hosh O Khurd Ka Muamlah Hai
Ajeeb Muqaam Shooq Main Hain Sab Dil
O Nazar K Raqeeb
![]() |
daily aqwal e zareen |
قافلہِ عشق و وفا کا سالار ہے اقبال
کتابِ خودی کا انوکھا کردار ہے اقبال
Qafilah Ishaq O Wafa Ka Salaar Hai Iqbal
Kitab Khude Ka Anikha Kirdaar Hai Iqbal
![]() |
daily hadees |
اگر کج رو ہیں انجم آسماں تیرا ہے یا میرا
مجھے فکر جہاں کیوں ہو جہاں تیرا ہے یا میرا
Agr Kaj Ro Hain Anjam Asman Tera
Hai Ya Mera Mujhay Fiker Jahan Kiu Ho
Jaha Tera Hai Ya Mera
![]() |
aqwal e zareen in urdu |
یہ حوریان فرنگی دل و نظر کا حجاب
بہشت مغربیاں جلوہ ہائے پا برکاب
Yeh Horyan e Firangi Dil o Nazar Ka Hijaab
Behshat Magrbiyan Jalwah Hay Pa Barkaab
![]() |
daily aqwal |
ہر اک مقام سے آگے گزر گیا مہ نو
کمال کس کو میسر ہوا ہے بے تگ و دو
Her Ek Muqaam Se Age Guzar Gia Mah Noo
Kamaal Kis Ko Muyasar Howa Haai Be
Tag o Doo
![]() |
aqwal e zareen urdu |
من حیثء قوم کچھ بھی ہو، سنی ہو یا شعیہ
ملت کے پاسباں کو نہ کچھ اس سے واسطہ
Man Hees Qoom Kuch Bhi Ho Suni
Ho Ya Shiya Milat K Pasban Ko Nah
Kuch Is Se wasta
![]() |
aqwal daily |
متاع بے بہا ہے سوزودرد و آرزو مند
مقام بندگی دے کر نہ لوں شان خداوندی
Mata Be Baha Hai Sozo Dard O Arzoo
Mand Muqaam Bandgi
De Ker Na Lun Shan e Khudawandi
![]() |
daily dua hadees |
یہ پیران کلیسا و حرم اے وائے مجبوری
صلہ ان کی کد و کاوش کا ہے سینوں کی بے نوری
Yeh Piran e Kalisa o Harm A way
Majbori Silah In Ki Kad o Kawash
Ka Hai Sino Ki Be Noori
![]() |
urdu aqwal |
ہے یاد مجھے نکتۂ سلمان خوش آہنگ
دنیا نہیں مردان جفاکش کے لیے تنگ
Hai Yaad Mujhay Nukta Suleman
Khush Ahang Duniya Nahi Mardan e
Jaffakash k liye tang
![]() |
daily aqwal e zereen |
ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق
یہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریق
Hazar Khoof Ho Lakin Zubann Ho Dil Ki
Rafeeq Yahi Raha Hai Azal Se
Qalandron Ka Rateeq
![]() |
daily aqwal about life |
ہنسی آتی ہے مجھے حسرت انسان پر
گناھ کرتا ھے خود ، لعنت بھیجتا ھے شیطان پر
Hansi Ati Hai Mujhae Hasrat e Insan
Per Gunah Kerta Hai Kud Lanat
Bhejta Hai Shaitan Per
![]() |
daily quotes |
قلم اٹھتا ہے تو سوچیں بدل جاتی ہیں
اک شخص کی محنت سے ملتیں تشکیل پاتی ہیں
Qalam Uthta Hai To Sochain Badal
Jati Hain Ek Shakhas Ki Mahnat
Se Milatain Tashkeel Pati Hai
![]() |
daily hadith |
مجھے آہ و فغان نیم شب کا پھر پیام آیا
تھم اے رہرو کہ شاید پھر کوئی مشکل مقام آیا
Mujhay Aah O Fagan Neem Shab Ka Phir Pegaam
Aya Tham Ay Rahro Kah Shaid Phir
koi Mushkil Muqaam Aya
Your Queries
aqwal e zareen,aqwal e zareen in urdu,urdu aqwal e zareen,aqwal e zareen status,aqwal e zareen urdu mein,new aqwal e zareen,aqwal zareen,aqwale zareen,aqwal e zarein,how to make video of aqwal e zareen,aqwal e zareen wali video kaise banaye,aqwal e zareen wali video kaise banaen,aqwal,aqwal e zareen maa baap,islamic aqwal e zareen,aqwal e zareen in urdu allama iqbal,aqwal e zareen from quran,best aqwal e zareen in urdu,hazart ali ke aqwal e zareen,allama iqbal poetry,allama iqbal poetry in urdu,allama iqbal,allama iqbal shayari,allama iqbal poetry status,allama iqbal ke sher,allama iqbal sher,allama iqbal shikwa jawab e shikwa,allama iqbal shikwa,shikwa allama iqbal,allama iqbal ki shayari,poetry of allama iqbal,allama iqbal best poetry,allama iqbal poetry by zia mohiuddin,bait bazi allama iqbal poetry,allama iqbal quotes,allama iqbal shayari islamic,iqbal poetry,poetry of allama iqbal in urdu,urdu aqwal e zareen status,daily hadith urdu,aqwaal e zareen,daily hadees in urdu,aqwal e zareen in urdu whatsapp status,aqwal e zareen status,aqwal e dana,urdu ky aqwal
0 Comments